Monday, December 7, 2009

Bhargain n Bhatti




Ass salamu ale kum for all bhattis




Hey hello for british family.







I want to blog on my village but in hindi not in english.



kya hai hum ek normal inshan hum thik se rah nahin sakte pahle ke buzurge to achhe the ki wo shanti se goan me rahte aur ek dusre se mel melap tha aaj to log dil milte kam - dil ko cheer kar milna chate hai.



about my parts of village.





  1. Pughaon.

  2. Shekhpur.



Difference bus itna ki pughon ke log dushmani bhulte nahi aur shekhpur ke log bhul jate hai.




  • Pughaon.

Yahan ke log dushmani mein vishvas rakhte hai log ek dushre ko marne todne me ladane me vishvas rakhte hai log. yahan adhmi ke paas khane ko roti nahi par riffle mein goli zaroor hona chaiye ye faishion nahi mazburi hai log na jane kahan se dushmani nebhe.



  • Shekhpur

Yahan par adhmi milta zaroor par apne matlab se kya malum kab chairmani mein select ho jauon log ek dusre par politics se war karte hai. Jo pade likh educated hai wo apne business or position mein lage hai koi kisi aur ki taraf nahi dekh raha bus apni immpresion banani hai bhale dosre ki maa............. ..... yahan par do firkhe hai jo nizam khan aur baki nozwillah pata nahin kahan se aya hai. kuch sunni kuch deo-bandi. hamara chairman vey good kyon ki wo apne muhallahe ko ek saath rakhta hai par kahte sab ki unka mohala.


  • Hasan thok. yahan sabse jyada unpadh log hai par sabse jyada paise wale hain kyon ye log mehnat aur beimani pure josh se karte hain.

  • Gadhaiya thok. yahan ke log paise wale to hai par ekta nahi hai kyun ki yahan ke chairman apni jagah se haar jate hai deo bandi yahan se suro hue willa hol willa.

  • Meen bhadela thok. ye log never gabhi koi in sa nahin ho jo ye kehte hai jo hum karte hain us ko mat dekho hum kehte hai wo karo.

  • Lal baug. ye log very good kisi se mat lab nahin apnie khud ke kheton par kabja hai aam ki sabji aur neel gaye ka sikar very good paar aashiq 777 bidi good and rich person in lal baug.

  • Seasam thok. yahan ke log jis ka palda bhari wo hamara rahguzar us ke hum pasinde yahan ke log kabhi bhi kisi ko bhi kahin bhi kabhi bhi dhokha de sakte hai.

nothing else

aur mein


navayard mein sabse jyada sarthi nalayak adhmi hun meri baton ka bharosa mat karna kya malum galat likha ho


khuda hafiz

agar kisi koi claim aur kuch bhi kehna ho direct to me -- 9624367788

No comments: