Saturday, January 2, 2010

asslk
mere bhaion meine pehle bhi kaha tha ki bhense matlab buffalo ke age beien bajane se kuch nahi hota usse ya to chara dalo ya danda maro,
iss ka matlab chara means unhe lalch do ki yeh kaam karne se tumahara goan mein naam hoga tum election mein khade ho sakte ho tumhere log puch parch karenge kyonki jo log yahan par paise wale hain wo goan mein nahin puche jate ye aap bhi jante hai ki hamare bhargain ke muslaman ki izzat gujarat maharastra mein bhale kitni ho ar goan mein kuch nahin.
Jab ek anpad apne goan ki taraki kar raha hai to hum padhe likh kyon piche haten. usene apni akal se hum par 15 saal raaj kiya aaj har gali cemented road hai, goan mein b.com, b.sc. bhi aab hai, irst of all aap ye to kar sakte hain unhe kuch lalch pyaar yaa fir dhamki se kaam lo ye sab kaam anish bhai jese logon ki bus ki baat nahin hain iss committe mein bhai bhi hona jaruri hai jaise aap samjh gaye honge, aaj hum kehte hain ki chairman unpad hai to galat hain kyon ki humare pass educational power nahin par hum unknowledgable nahin hai kyon ki sab matalb 99% humare goan ke sucess ke piche education nahin par knowledge hai to unhe general presurre doge to wo sunege nahin to nahin aap kehte rah jayenge confrence karwate rah jayenge. result 00% understood. humare goan ke liye politics se kaam liya to hoga warna kuch fayda nahin, ek example lo

Chairman sahab jab chairmani jite tab unke paas itna nahin tha fir un ke eent bhatte ki sadi hui eent se har gali pakki karwai isme unka mali fayeda aur humara productional fyada to aapna lagake iss tarah se return aur kaam lo ke sabko fayda ho.
9624367788

Friday, January 1, 2010

IILM BADA YA PAISA SAMJHO AUR BATAO

assl,

PADHNA ZAROOR TUMHARE LIYE HAI.

I m sorry par aaj mujhese raha nahi jata to keh raha hu.
Aap log yahan beth kar kehte hai ke education failana hai to ese to nahi felega. Aap educational confrence karwate hai ke to kabhi aap ne ye socha hai ki bhesnhs means buffalo ke age been bajane se kuch nahi hota agar aap apne kasba e bhargain ko iilm means educational banana chate hai to ek esi committe banaye jo ek school jo RMS ho ya koi jo committee paise wali ho jo har saal har bache ka school ka karcha aur use salana wazifa bhi de to kuch ho sakta hai.aur aap kya samjte hai ke mr. anish sahab ne koi mehnat nahi ki bhargain sudharne me are ghadon hamara bhargain lalach matlab har kam ke piche apna ya apno ka mali matlab paison se faiyda chata hai humara goan aaj me jita hai kal mein nahin to Aur rooz roz aap yahan par comments likhte hai to us din aap kahan the jab ala hazarat confrence me molana nazwi ko estage par se english mein takrir karne se utara gaya tha aur wahan hum kuch nahin kar paye kyonki hum financial kamzor hain to ye sab hame ye batata hai ke paise se aap bhargain mein education, power, etc jaisi har cheez la sakte hai computer par dimag kharch karne se nahin
sorry agar aap ko bura laga ho laga ho to contact karen 962436778 vadodara navayard.