Saturday, January 2, 2010

asslk
mere bhaion meine pehle bhi kaha tha ki bhense matlab buffalo ke age beien bajane se kuch nahi hota usse ya to chara dalo ya danda maro,
iss ka matlab chara means unhe lalch do ki yeh kaam karne se tumahara goan mein naam hoga tum election mein khade ho sakte ho tumhere log puch parch karenge kyonki jo log yahan par paise wale hain wo goan mein nahin puche jate ye aap bhi jante hai ki hamare bhargain ke muslaman ki izzat gujarat maharastra mein bhale kitni ho ar goan mein kuch nahin.
Jab ek anpad apne goan ki taraki kar raha hai to hum padhe likh kyon piche haten. usene apni akal se hum par 15 saal raaj kiya aaj har gali cemented road hai, goan mein b.com, b.sc. bhi aab hai, irst of all aap ye to kar sakte hain unhe kuch lalch pyaar yaa fir dhamki se kaam lo ye sab kaam anish bhai jese logon ki bus ki baat nahin hain iss committe mein bhai bhi hona jaruri hai jaise aap samjh gaye honge, aaj hum kehte hain ki chairman unpad hai to galat hain kyon ki humare pass educational power nahin par hum unknowledgable nahin hai kyon ki sab matalb 99% humare goan ke sucess ke piche education nahin par knowledge hai to unhe general presurre doge to wo sunege nahin to nahin aap kehte rah jayenge confrence karwate rah jayenge. result 00% understood. humare goan ke liye politics se kaam liya to hoga warna kuch fayda nahin, ek example lo

Chairman sahab jab chairmani jite tab unke paas itna nahin tha fir un ke eent bhatte ki sadi hui eent se har gali pakki karwai isme unka mali fayeda aur humara productional fyada to aapna lagake iss tarah se return aur kaam lo ke sabko fayda ho.
9624367788

No comments: